Sony Tv Ke Service Menu Codes

Sony Tv Ke Service Menu Codes



Tv me agar kuch khrabi hoti hai to service menu ki jarurat parti hai. Tv ke Service menu kholne ke liye code hote hai . Sabhi compni ke alag alag code hote hai.


Service menu se kya hota hai


Service menu se Tv ki settings hoti hai . Vaise to ye Tv reper karne valo ko jarurat parti hai.

Lekin mamuli sa problem ho to ham repair kar sakte hai. Iske liye Tv ko kholneki jarurat Nahi hai. 


Tv ka parda ( scrin ) chhota bara karna ho . Color vagaiyra ki setting karni ho ye sab kar sakte hai.  


Sony Tv ka Service Menu kholne ke liye sabse pahle Tv ko remot se off kare Tv ko stend by mode par rakhe.
ab remot ke ek ke bad ek karke char button dabane hai.

Pahle Display , dusra 5 , Tisra volume + ,  Chotha power On . Ye char button dabane se service menu khulega 
display+5+volume up+power on

Press 1 or 4 button change 
modofy prdss 3 or 6 button

Save your changes karne ke liye remot ke Mute +Enter  buttons dabae

Restor settings factory defaults karne ke liye press 8+Enter buttons 

Thanks Dhanywad Sukriya
Sony Tv Ke Service Menu Codes Sony Tv Ke Service Menu Codes Reviewed by koday world on 6:45:00 PM Rating: 5
© kodaywap and kodayworld 2016. Powered by Blogger.